Lyrics

Main hoon aag ka gola main to phat sakta kabhi

Tu Ne dekhi nahi meri abhi strength kabhiiii

Bahut Hogaya
Main hoon aag ka gola main to phat sakta kabhi

Ghumade, Ghumade, Ghumade, Ghumade,

Jo ukhadna hai Ukhadle
Himmat Hai to Aaja Saamne
Tere Jaise bahut dekhe hai maine
Dunga main tujhko Phad ke

Seedhi Seedhi Baaton se ab kuch nahi hota kaam
Kaam
Dar Dar ke Jee Gaye ye Life hai Badnaam
Badnaam
Kya Idiot hun Fool hun ghumate rahoge Kab tak
Kab tak
Ab to Gussa chada diya band karo hukumat, hukumat
Aare Aar ya Paar main Seedha Insaan
Insaan
Jhoota to tu hai Teri Neeyat Baimaan, Baimaan
Teri soch kamini itna Dhong kyon Rachaya
Rachaya
Reh Reh ke tune mujhe mamu Banaya
Banaya


Tu to Mamu ban gaya mera kya kasoor hai, Hai
Saari Duniya Jaanti ke tu kitna kamzor hai, Hai
Main hun yahan ka badshah aur kabhi nahi haarta, Haarta
Tere Jaiso ko, apni muthi mein hai baandha, Bandha

Jaake apna kaam kar aur saare paise ithe Bhar, ithe Bhar
Duniya mujhe maanti hai Jo bola hai vaisa kar, Vaisa kar
Diya tujhe roti aur rehne ko makaan
Itna kiya maine, fir bhi ye ilzaam

Tere Jaisa ek kya bigardega mera, Mera
Kitne saare logo ka kar diya maine dhera, Dhera
Himmat hai to aaja, dum hai to Dikhlaja
Tere jaise kitne hain, unko bhi le aaja

Main hoon aag ka gola main to phat sakta kabhi

Tu Ne dekhi nahi meri abhi strength kabhiiii
Bahut Hogaya
Main hoon aag ka gola main to phat sakta kabhi

Ghumade, Ghumade, Ghumade, Ghumade,
Ghumadeeeee